Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Sayeed Quadri
Home Sayeed Quadri
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum tumhen paa kar zamaane bhar se rishta tod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum bina tere koi dilkash nazaara hum na dekhenge bina tere koi dilkash nazaara hum na dekhenge tumhen na ho pasand usko dubaara hum na dekhenge teri surat na ho jis mein hmm hmm hmm teri surat na ho jis mein wo sheesha tod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum tere dil mein rahenge tujhko apna ghar bana lenge tere dil mein rahenge tujhko apna ghar bana lenge tere khaabon ko gehno ki tarah khud par sajaa lenge kasam teri kasam hmm hmm hmm kasam teri kasam taqdeer ka rukh mod lenge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum tumhen hum apne jismon jaan mein kuchh aise basa lenge tumhen hum apne jismon jaan mein kuchh aise basa lenge teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge khuda se bhi na jo
agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum tumhen paa kar zamaane bhar se rishta tod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum bina tere koi dilkash nazaaara hum naa dekhenge bina tere koi dilkash nazaaara hum naa dekhenge tumhen naa ho pasand usko dobara hum naa dekhenge teri soorat naa ho jismein hmm hmm hmm teri soorat naa ho jismein wo sheesha tod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum tere dil mein rahenge tujhko apna ghar bana lenge tere dil mein rahenge tujhko apna ghar bana lenge tere khaabon ko gehno ki tarah khud par sajaa lenge kasam teri kasam hmm hmm hmm kasam teri kasam taqdeer ka rukh mod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum tumhen hum apne jismon jaan mein kuchh aise basaa lenge tumhen hum apne jismon jaan mein kuchh aise basaa lenge teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge khuda se
awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein har dam har pal bechaini hai kaun bala hai seene mein iss dharti par jis pal sooraj roz savere ugta hai iss dharti par jis pal sooraj roz savere ugta hai apne liye to theek usi pal roz dhala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein jaane ye kaisi aag lagi hai iss mein dhua na chingari jaane ye kaisi aag lagi hai iss mein dhua na chingari ho na ho iss par kahin koi khaab jala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein jis raste par tapta sooraj saari raat nahin dhalta jis raste par tapta sooraj saari raat nahin dhalta ishq ki aise raha guzar ko hum ne chuna hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein kahan kise ke liye hai mumkin sab ke liye ek sa hona kahan kise ke liye hai mumkin sab ke liye ek sa hona thoda sa dil mera bura hai thoda bhala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein
chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein gaati sarsaraati in hawaaun sang aao paas mere aana sapnon ka safar hai mere dil ka ye bhanwar hai ismein doob jaana zara sa lamhaa chhupa tha ab mil gaya jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein madham roshani hai aur chanchal chandani hai chale aao na shabnam si chubhan hai aur mehka sa milan hai door jaao na suhaana sapna tumhaara sach ho gaya jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein
jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan shammaa tujhko kheenchti hai apni ore aaja parwaane meri baahon mein aa jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan shammaa tujhko kheenchti hai apni ore aaja parwaane meri baahon mein aa hmmm jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan kuchh bhi na samjhe kuchh bhi na maane dil kar rahaa hai kitne bahaane tumko dekhe tumko chaahe iss tarhaa se kabhi humne kisi ko chaahaa kahaan jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan lo thaam lo ye lamhon ke dhaage hum chal pade hain sapnon se aage raasta ye hai kathin par iss safar mein kabhi na hoongi koi ab dooriyaan jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan shammaa tujhko kheenchti hai apni ore aaja parwaane meri baahon main aa
aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan aah ye pal hai apna to iss pal ko jee le sholon ki tarah zara jal ke jee le pal jhapakte kho na jaana chhoo ke kar loon yakin na jaane pal ye paaye kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan aa aa aa aaaaaaa baahon mein teri yun kho gayen hain armaan dabe se jagne lage hain jo mile ho aaj humko door jaana nahin mita do saari ye dooriyaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan aa aa aaaaaa aa aa aaaaaaaa
zara sa zara sa woh oh ho oh lage tu khafa sa woh oh ho oh zara sa zara sa woh oh ho oh gilaah bewajaah sa woh oh ho oh tere hi liye tujhse hoon judaa jannatein kahan bin huye fanaa woh oh ho oh oo woh oh ho oh woh oh ho oh oo woh oh zara sa zara sa woh oh ho oh mujhe hai gumaan sa woh oh ho oh zara sa zara sa woh oh ho oh abhi hai nasha sa woh oh ho oh tere hi liye tujhse hoon judaa jannatein kahan bin huye fanaa woh oh ho oh oo woh oh ho oh woh oh ho oh oo woh oh ab ik dhuaan sa dikhta hai jo bhi likhun main mitata hai do pal mein hi woh baatein woh raatein woh yaadein kisi ki chhootati hi jaa rahi hai tootati hi jaa rahi hai woh har kadi inn saason ko aahon ko mere gunaaho ki mil rahi hai koi saza jannatein kahan bin huye fanaa woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Agar Tum Mil Jaao (Female) Zeher (A Love Story) (2005) 06:00 19134
 
Poster of Zeher (A Love Story) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Music Director- 
Roop Kumar Rathod
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Udita Goswami, Emraan Hashmi
Duration : 06:00   Song Number : 19134   

Agar Tum Mil Jao (Male) Zeher (A Love Story) (2005) 06:01 20120
 
Poster of Zeher (A Love Story) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Music Director- 
Roop Kumar Rathod
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Udita Goswami, Emraan Hashmi
Duration : 06:01   Song Number : 20120   

Awaarapan Banjarapan Jism (2003) 07:02 20080
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 07:02   Song Number : 20080   

Chalo Tumko Lekar Chale Jism (2003) 04:50 20268
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 04:50   Song Number : 20268   

Jaadu Hai Nasha Hai Jism (2003) 05:26 11944
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 05:26   Song Number : 11944   

Jaadu Hai Nasha Hai (Female) Jism (2003) 05:29 20603
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 05:29   Song Number : 20603   

Jannatein Kahan Jannat 2 (2012) 03:47 17062
 
Poster of Jannat 2 (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Kk, Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 03:47   Song Number : 17062   
Karaoke Songs of Sayeed Quadri, Sad Songs of Sayeed Quadri, Love Songs of Sayeed Quadri, Dance Songs of Sayeed Quadri, Hip-hop songs of Sayeed Quadri, Best songs of Sayeed Quadri, Super hit songs of Sayeed Quadri, hit songs of Sayeed Quadri, duet songs of Sayeed Quadri, solo songs of Sayeed Quadri, old songs of Sayeed Quadri, famous songs of Sayeed Quadri, Hindi Karaoke Songs of Sayeed Quadri, Hindi Sad Songs of Sayeed Quadri, Hindi Love Songs of Sayeed Quadri, Hindi Dance Songs of Sayeed Quadri, Hindi Hip-hop songs of Sayeed Quadri, best Hindi songs of Sayeed Quadri, super hit Hindi songs of Sayeed Quadri, hit Hindi songs of Sayeed Quadri, duet Hindi songs of Sayeed Quadri, solo Hindi songs of Sayeed Quadri, old Hindi songs of Sayeed Quadri, famous Hindi songs of Sayeed Quadri, Sing Along Songs of Sayeed Quadri, Sing Along Sad Songs of Sayeed Quadri, Sing Along Love Songs of Sayeed Quadri, Sing Along Dance Songs of Sayeed Quadri, Sing Along Hip-hop songs of Sayeed Quadri, Sing Along Best songs of Sayeed Quadri, Sing Along Super hit songs of Sayeed Quadri, Sing Along hit songs of Sayeed Quadri, Sing Along duet songs of Sayeed Quadri, Sing Along solo songs of Sayeed Quadri, Sing Along old songs of Sayeed Quadri, Sing Along famous songs of Sayeed Quadri